Mirza Ghalib

Mirza-Ghalib.com Navigation
  • Index
  • About Ghalib
  • Divan-e-Ghalib
  • Verse Explanation
  • Recitation
  • About
  • Index
  • About Ghalib
  • Divan-e-Ghalib
  • Verse Explanation
  • Recitation
  • About
Verse Explanation

Ghalib Series

Check all the installments of the original verses

Ye masail-e-tasavvuf, ye tera bayan “Ghalib”

This is the 11th verse of Ghalib’s 21st ghazal Ye …

Read More

Use kon dekh sakta ke, ygana hai voh yakta jo dui ki boo bhi hoti to kahin do-char hota

Huye mar keh ham jo ruswa, huye kyun na gharq-e-dariya Na kabhi janaza uthata, na kahin mazaar hota

KahuN kis se meiN ke kya hai! Shab-e-gham buri bala hai Mujhe kya bura tha marna, agar aik bar hota?

Gham agar-che jaN-gusal hai, pe kahaN bacheN ke, dil hai JoharGham-e-ishq gar na hota, gham-e-rozgar hota

Jalwa az bas ke taqaza-e-nigah karta hai Johar-e-aaina bhi, chahe hai mizgaN hona

Rag-e-sang se tapakta, woh lahu ke, phir na thamta Jise Gham samajh rahe ho, yeh agar sharar hota

Yeh kahaan ki dosti hai bane hain dost naseh Koi chaara-saaz hota koi gham-ghusar hota

Teri nazuki se jana ke bandha tha a’had boda Kabhee tu na toD sakta, agar Ustavar hota

  • Page 1 of 11
  • 1
  • 2
  • 3
  • ...
  • 11
  • →
  • About Us
  • Contact Us